MEDIRVAL INDIA BHARTA PAR ARABO KA ATTACK
Lagbah 632 me yaers
hazrat Mohmmed ke (deat)intkaal ke baad
6 years ke andar hi uske uttar adhikario ne siriya,mishr,east Africa ,spen,aur
iraan, ko jeet lia|is time khalifa saamrajy
fransh ke layar staan se lekar aaksas aur Kabul
nadi tak fail gya tha|apni is jeet ko lekar arbio bharat aaye arbio ne
jal aur thal dono raasto ka istmaal kia bharat par aake dhabe bole
par 712 years tak unhe koi important safalta nahi mili| Sindh par arbo
ke attack ke piche chipe bajye ke topic bidbaano ka manna hai|ki iraaq ka
sasak Al-hazzaz bharat ki sampanta ke
bajye use jeet kar sampan banana chahata tha dusre kaaran ke roop se mana jata hai ki
arbo ke kuch jahaajh , jinhe Sindh ke
debal bandrgaha par kuch saamundri lutero ne luut lia tha ke badle me khalifa ne sindh ke raja
dahir se jurmaane ki mang ki |dahir ne asarmrta jatate huye
kaha ki uska un dakuo par koi control nahi hai|is is jabab se khalifa ne
gusse hokar shind par attck karne ka faisla lia lagbhag 712 me hazzaz ke
bhatize aur damaad bin kasim ne 17 year ki umar me shind ke abhiyaan ka faisla
lia usne deval ,neroon bistaan,jaise
kuch important durgo ko apne adhikaar me kar lia jaha uske hath dher sara maal
laga is jeet ke baad kasim ne Sindh, bahemnabad,alod aadi staano ko jeet kar
madhyeprdesh ki tarf bada
MOHAMMED BIN KASIM KE
ATTACK(711-715)
Deval bijy ek badi sena lekar mohmmed bin kasim711 me deval
attack kar dia|dahir ne apni adoordarsita ka parichye dete huye deval ki racha
nahi ki aur paschimi kinaro ko chuord kar purvi kinaro se bachaab ki
ladaai suru kar di dahir ke bhatije ne rajpooto se milkar
kile ki racha karne ka pryaas kia lekin asafal raha
Neoon
bijyeneoon pakistaan me present hayedrabad ke south me stith
iraak ke paas tha deval ke baad mohammed bin kasim neoon ki tarf bada dahir ne
neoon ki racha ka daitav ek pujaari ko
saop kar apne bête jaysingh ko bhrmanabaad bula lia neoon me bhodho ki sankhya
adhik thi unhone mohammen bin kasi ka sbagat kia, is trah bina attack kiye neoon
durg par adhikaar ho gya
Sebaan
vijy neoon ke baad mohammed bin kasim sehbaan (sibistaan) ki
tarf bada is time baha ka sasak majhra tha | isne bina attack kiye nagar chord
dia aur bina pareshani ke mohammed bin kasim ne dubara adhikaar ho gya
Sisam
ke jato par vijy sehbaan ke baad mohammed bin kasim ne sisam
ke jatka par apna agla attack kia bhajhra yahi par maar dala gya jaato ne
mohammed bin kasim ki adhinta maan li
Raor
vijy sisam vijy ke baad kasim raor ki tarf bada dahir aur
mohmmed bin kasim ki senao ke bich ghamasan attack hua isi attack me dahir
maara gya dahir ke bête jaysingh ne raor durg ki racha ki jimmedari apni bidba
ma pe chord kar bhrmandbad
Chla gya durg ki racha karne me apne aap asafal pakar
dahir ki bidba patni ne atmahtya kar li iske baad kasim ka adhikaar ho gya|
Bramanbaad
par adhikaar bramanbaad ki surcha ka daiitv dahir ke
bête jaysinhg ke upar tha usne kasim ke attack ka bahaduri ke sath
samna kia leki nagr ke logo ke bisbasghat ki bajy se bahe haar gya aur
bramanbaad par kasim ka adhikar ho gya kasim ne yaha kosh aur dahir ki dusri bidba
rani londi ke sath uski do surye devi aur parmal devi ko apne kabje me kar lia
Alor
vijy bramanbaad par adhikaar ke baad kasim alora pahucha |suru
me alora ke nibasio ne kasim ka samna kia lekin baad me bibas hokar khud ko
arpit kar dia alora ke nibasio ne
Multaan vijy alora jeet hone ke
baad kasim multaan pahucha yhaa antrik kaleh ke bajhy se kaisbasghatio ne kasim
ki help ki unhone jalsroth ki jaankari kasi de di jaha se durg nibasio ko jal yani paani ki
apurti ki jati thi isse durg ke sainiko
ne atmasamarnpan kar dia | kasim ka nagr par adhikaar ho gya is nagar se meer
kasim ko itna dhan mila ki usne ise gold
nagar ban alia
Mohammed
bin kasim ki bapasi 714 me al hazzaz ki aur 715 me khalifa ki
death hone ke baad kasim ko bapas bula lia gya Sindh vjiy abhiyaan me mohammed
bin kasim ki baha ke bhodisto ne help ki
thi Arab kia raajnitik stithi samaan hone ki bajy se dahir ne apne bête
jaysingh ko bahemnabad par dubar kabja karane bheja lekin Sindh ke rajypaal
junaid ne jaysinhg ko harakar bandhi bana lia bramanbaad ke patan baad kalnatar
ne kai baar junaid ne bharat ke antrik bhago ko jeetne ke liye senaye bheji
lekin nagbhat(prtihar)pulkesin aur ysobarman(chalukya)ne ise bapas khader dia is
prkaar arbio ka sashan bharat me Sindh prant tak simat ke rah gya kalantar me
unhe Sindh ka bhi tyaagkarna pada
Arbo ke bharat bharat me Sindh prant tak simat ke rah gya
kalantar me unhe Sindh ka bhi tyaagkarna pada
MEDIRVAL INDIA history ki jaankari arabo ka attack |
Arbo
ke bharat par attack ka paridaam arbo attack ka bhartiye
sabhyta aur sanskriti par lagbhag1000 saal tak prbhaab pada hai suru me arbio
ne kadorta se islaam dhram ko failaya tatkalin sashko ke brodh ke kaaran inhe
apni niti badalni padi Sindh par arbo ke sashan se parspar dono sanskritio ke
bich prtikriya huii arbio ke muslim
sanshkriti par bhartiye sanskriti ka kaafi prbhaab arabbasio ne chikitsa, darshanshtr , nachtra
bigyaan,math aur sashan prbhandh ki |
sicha bhartio se sikhi charak sahinta aur panchtantra ghrntho ka arbi me
anubaad kia gya |bhagdaad ke khalifao ne bhartio bidbaano ko sanrachan prdaan
kia |khlifa mansoor ke time me arab bidban apne sath brhamgupt duaara rachit,bramshindant,aur
khandankhadh, ko lekar Baghdad gye aur al me anubaad kia bhartiye samprk se arab sabse khgolsashtra me
chetra prbhabit hua bhartiye khagol ke
adhar par arbo ne is bisye par anek book
likhi jisme sabse prmookh al fajri aur kitabuljij hai|
Arbo ne bharat me anya bijit prdesho ki trha dhram par
adharit state hinduo ke mahetab ke pado par baithaya gya islaam dharam ne hindu dhramke prti shisduta
ka prdarshan kia arbo ki Sindh vijy ka arthik chetra par bhi prbhaab pada arab
se aane bale byopaario ne paschimi samundra
aur south purbi asia me apne
prbhaab kia ata ye sbhabhakik tha ki bhartiye byopaari us time ki raaj
nitik shaktio par dabab dalte ki be arab
byopaariyo ke prti shaanubhuti purn rukh apnaaye|||||||||||||||||THANKS FOR
READING
0 Comments